Raat Uss ne Poocha tha
Tum ko Kaisi Lagti Hai
Chandni DECEMBER ki !
Main ne Kehna Chaha Tha:
Saal-o-Maah k Baarey mein
Guftagu k Kya Maani ?
Chahey koi Manzar ho
Dasht ho , Samandar ho
June ho , December ho
Dharkano'n ka Har Naghma
Manzaron pe Bhaari hai
Saath Jab Tumhara Ho
Dil ko Ik Sahara ho
Aisa Lagta hai,jaise
Ik Nasha sa Taari hai
Lekin Uss ki Qurbat mein
Kuch Nahi Kaha Main ne
Takti Reh gayi Mujh ko
Chandni December ki???GM for sana
Tum ko Kaisi Lagti Hai
Chandni DECEMBER ki !
Main ne Kehna Chaha Tha:
Saal-o-Maah k Baarey mein
Guftagu k Kya Maani ?
Chahey koi Manzar ho
Dasht ho , Samandar ho
June ho , December ho
Dharkano'n ka Har Naghma
Manzaron pe Bhaari hai
Saath Jab Tumhara Ho
Dil ko Ik Sahara ho
Aisa Lagta hai,jaise
Ik Nasha sa Taari hai
Lekin Uss ki Qurbat mein
Kuch Nahi Kaha Main ne
Takti Reh gayi Mujh ko
Chandni December ki???GM for sana
About the Author
0 comments: